Jalim tere husn ko parde ki jarurat kya hai
hosh me rahta hai koun tujhe dekhne ke baad
Waise hto hum wahi hai jo pehle the dosto
halanke pehle jaise the wiase nahi rahe
Suna hai log tumhe aankh bhar ke dekhte hain
Agar aisi baat hai to hum bhi thehar ke dekhte hai
Kuchh ye bhi ke moushame ishaq ab na raha
Kuchh hum bhi thak gaye tere dar pe khade khade
Wo aise dekhte hai jaise dekhte na hon
Jalim ke dekhne ka andaz dekhiye
Pehle aati thi Hale dil pe hansi
Ab kisi baat par nahi aati
Ye shila mila hai mujhko teri ashaqi ke pichhe
ke hazaro gam lage hai meri zindagi ke pichhe
Teri mohabbat me khata kar raha hun
kisi bewfa se wafa kar raha hun
Ek tum hi nahi tanha ulfat me meri ruswa
tum jaise to es shehar me deewane hazaron hai